Sunday, July 17, 2022

Tangdasti Door Karne ka Wazifa

  Bismi Allahi arrahmani arraheem

In the name of Allah, the most Gracious, the most Merciful

Mujay Rozana Aisay Mail Aur Msg Aatay Hain Jismay Log Apnay Masael Likh Kar Uska Rohani Hal Chahtay Hain.Har Ek Ki Mushkil Aur Uskay Masael Alag Hota Hain Aur Jab Main Un Tamami Mas'alay Ka Itr Nikalta Hun To #ZIADATAR Mujay Masael Paida Honay Ki Wajah 'Rupay  Ki Kami,Amdani Na Hona Ye Hi Milti Hain.Es Parayshani K Liye Huzur Nabi e Pak Sallallahu Alayhi w Aalehi w Sallam Ne Rohani  Tareeqay Ham Ummati Ko Bataya Hain.Jismay Sab Se Ziada AasanAur Qawee ul Asar Tareeqa Hain Huzur Nabi e Aalmiyaan  Sallahu Alayhi w Aalehi w Sallam PeDurood Sharif Parhtay Rahna.Aur Istagfar Kartay Rahna.





Umiid Hain Aap En Pay Amal Paira Ho Jaengay Aur Allah Ki Rahmat Aapko Dhundhti Hui Dher Saara Ina'am o Ikram Liye Aaegi.Namaz Ki Pabandi Karay Aur Sath Me Ek Aur Amal Bata Raha Hun Jisko Bhi Apnalay Insha Allah Rizq Ki Tangi Aapkay Aaspas Kabi Nahi Bhatkaygi.


Shart Ek Rahegi Ki Amal Kisi Pe Zahir Na Karay.Kisi Ko Ye Amal Bataye Bhi To Ye Na Bataye Ki Aap Bhi Amal Kar Rahay Hain.


Sab Se Pahlay To Aapko Namaz Ki Pabandi Karna Hain Aur Fajr Ki Namaz K Bad Ya Phir Tuloo Aftab K 20 Minits K Bad Surah e Yaseen Sharif Parhna Hain.Awwal o Aakhir 3-3 Martba Durood e Pak Parhay Aur Agar Durood Tunajjina Sharif Parhay To Behtar Hoga Warna Jo Bhi Aapko Yad Hain Wo Durood e Pak Parhlijye.


Ab Yaseen Parhna To Hain Lekin Meri Likhi Hui Tarkeeb Se Parhna Hain.


TARKEEB  Ye Hai.


Durood Sharif K Bad Bismillah Sharif Parh Kar Jab Aap Yaseen Parhna Shuru Karay Aur Lafz مبین Mubeen Pe Pahochay To Wo Lafz Parhnay K Bad...


Aapko 200 Martba  الوھابُ Al Wah-habo


Parhna Hain Aur Uskay Bad 44 Martba اللطیفُ Al Lateefo


Parhna Hain.Phir Yaseen Sharif Ko Aagay Parhna Shuru Karay Aur Dusra Mubeen Aaen Uspay Thahar Jaen Aur Jaisay Pahlay Dono Asma Parhay Thay Thik Waisay Hi Dono Asma Usi Tadad Me Parhay Yani Ki Al Wah-habo 200 Martba Aur Al Lateefo 44 Martba Aur Phir Aagay Yaseen SharifParhna Shuru Karay.


Yaseen Sharif Me Kul 7 Mubeen Hain.Aur Aapko Har Mubeen Pe Ye Dono Asma Likhi Tadad Me Parhna Hain.


Koi Parhez Nahi Hain.Aur Har Martba Jab Mubeen Pe Thehray Aur Asma Ka Wird Karay To Apnay Maqsad Ka Dil Me Taswoor Karay Aur Jab Yaseen Sharif Pura Parhlay To Aakhir Me Allah Ki Huzur Apnay Rizq Me Barkat Ata Karnay K Liye Farakhi Ata Karnay K Liye Dil Se Aur RoRo Kar Dua Karay.Rozana Fajr K Bad  Ya Tuloo Aftab k Baad Amal Karay Aur Phir Apna Jo Bhi Kam Kaj Hain Usmay Lag Jaen Insha Allah Dhiray Dhiray Aur Allah Chahay To Usi Roz Aapko Amal Ka Asar Nazar Aaega.Kam Se Kam 41 Din Zaroor Karay Aur Agar Zindgi Bhar Kisi K Aagay Hath Faylana Nahi Chahtay Hain To Esay Apnay Mamol Banalay Aur Rat Ko Isha Bad Ek Martba Surah e Waqiya Parh Liya Karay.


Shart Ek Hain Ki Kisi Se Amal Ka Tajorba Share Na karay.Ki Mainay Ye Amal Kiya Aur Mujay Ye Faeda Hasil Huva.


*Tadad Jo Parhnay Ki Likhi Hain Usmay Kami Beshi Na Ho Jaen Eska Khyal Rakhyega.aur Kisi Sabb Waqt Pe Na Parh Paen To Jo Bhi Waqt Milay Parhliya Karay Taki Amal Pura Kharab Na ho Aur Mehnat Ka Phal Milay.


Main Aapka Khadim Bhi Hun Bhai Bhi Hun Aur Mujay Meray Murshid Ki Ata Se Ye Amal Mila Hain.Aap Sab Ki Bhalayi K  Liye Post Ki Hain.Ummid Hain Aap Kabool Kar Apnay Masael Ka Hal Jo Ki Maali Tangi Aur Gurbat Hain Ussay Nijat Hasil Karaengay.Agar Faeda Hasil Ho To mMray Murshid Ki Sehat K Liye K Liye Dua Karyega. Muj Gunahgar K Liye Hath Utha Kar Dua Kardijyega Taki Aakhirat Me Ye Gunahgar Apnay Kartooto K Baaes Sharminda Na Ho.Aur Aap Sab Ki Duaon K Sabb Meri Bakhshih ho jaen..!

0 comments:

Post a Comment

Global Visa Consultant Lahore

Address: 274, Block F Phase 1 Johar Town, Lahore, Punjab 54000
M: +923 111 762 324
E: globalvisa30@gmail.com
URL: globalvisaconsultant.com
E: info@globalvisaconsultant.com

Recent Comments

Categories

10 Favorite Foods Of The Holy Prophet ﷺ (1) 100. Surah Al-Adiyat (1) 101. Surah Al-Qari'ah (1) 102. Surah At-Takathur (1) 103. Surah Al-Asr (1) 104. Surah Al-Humazah (1) 105. Surah Al-Fil (1) 107. Surah Al-Maun (1) 108. Surah Al-Kauthar (1) 110. Surah An-Nasr (1) 111. Surah Al-Lahab (1) 113. Surah Al-Falaq (1) 114. Surah An-Nas (1) 13 Importent Rulings concerning Salam (1) 3 Miracles Of Prophet Muhammad (PBUH) at Cave of Thawr (1) 4 Khalifa of Islam. (1) 40 Hadees Qudsi (1) 40 Hadith (1) 40 Hadith Collection (1) 40 Hadith Selection (1) 40 Rabbana (2) 55. Surah Ar-Rahman (1) 56. Surah Al-Waqiah (1) 57. Surah Al-Hadid (1) 58. Surah Al-Mujadilah (1) 59. Surah Al-Hashr (1) 6 Facts About Dome of Masjid e Nabawi (1) 60. Surah Al-Mumtahanah (1) 64. Surah At-Taghabun (1) 65. Surah At-Talaq (1) 66. Surah At-Tahrim (1) 67. Surah Al-Mulk (1) 68. Surah Al-Qalam (1) 69. Surah Al-Haqqah (1) 7 Hadiths About Imam Hasan and Imam Hussain (RA) (1) 70. Surah Al-Ma'arij (1) 71. Surah Nuh (1) 72. Surah Al-Jinn (1) 73. Surah Al-Muzzammil (1) 74. Surah Al-Muddaththir (1) 75. Surah Al-Qiyamah (1) 76. Surah Al-Insan (1) 77. Surah Al-Mursalaat (1) 78. Surah An-Naba (1) 79. Surah An-Naziat (1) 80. Surah Abasa (1) 82. Surah Al-Infitaar (1) 91. Surah Ash-Shams (1) 92. Surah Al-Lail (1) 93. Surah Ad-Duha (1) 94. Surah Al-Inshirah (1) 95. Surah At-Tin (1) 96. Surah Al-Alaq (1) 97. Surah Al-Qadr (1) 98. Surah Al-Bayyinah (1) 99. Surah Al-Zilzal (1) A Reminder For All The Worlds – Quran (1) Ablution (1) Ada e Qarz ka Wazifa (1) Ahad Nama (1) Al-Mundhiri on love for the sake of Allah (1) Allah God Is The Most Beneficent And Mericiful (1) Allah multiplies the reward for good deeds (1) Ayat-e-Shifa (1) Basic Teachings of the Holy Quran (1) Beautiful Dhikr (1) Benefits of Ayatul Kursi (1) Benefits of Darood Sharif (1) Benefits of Dua Qufal Six (1) Benefits of Dua-e-Hajat (1) Benefits of Durood Lakhi (1) Benefits of Durood Muqaddas (1) Benefits of Durood-e-Kabristan (1) Benefits of Hizbul Bahr (1) Benefits of Nad-e-Ali (1) Benefits of Patience (1) Benefits of Ramadhan (1) Benefits of Surah Al Kahf (1) Benefits of Surah Fath (1) Benefits of Surah Jinn (1) Benefits of Surah Muzammil (1) Benefits of Surah Nooh (1) Benefits of Surah Qaf (1) Benefits of Surah Sajdah (1) Benefits of Surah Yasin (1) Benefits of Surat Al-Falaq (1) Benefits of Surat Al-Fatiha (1) Benefits of Surat Al-Kafirun (1) Benefits of Surat An-Nas (1) Best Dua For Travelling – To Have Safe Journey (1) Beware of the satanic idol of desire (1) black magic cure (1) black magic treatment (1) Blessed Sahabiyyaat and the sacred relics of the Holy Rasool ﷺ (1) Blessings of Ramadhan (1) Causes of Inheritance (1) CONCEPT OF TAWBAH IN ISLAM (REPENTANCE) (1) cure of black magic (1) cure of magic (1) Cure with Manzil Dua (1) Daily Masnoon Wazaif (1) Darood Mustaghas (1) Death of Prophet Muhammad (peace be upon him) (1) Did You Know This About Quran?! (1) Discription of heaven in islam (1) DU’AS MADE BY HAJI FOR OTHERS (1) Dua Qadah Muazzam (1) Dua Qufal (1) Dua Qufal Six (1) Dua Saifi (1) Dua Saifi Benefits (1) Dua Syed-ul-istighfar (1) Dua-e-Aman (1) Dua-e-Hajat (2) Dua-e-Hajat Benefits (1) Duaa Hajat (1) Durood Kibrit Ahmar (1) Durood Lakhi (1) Durood Lakhi Benefits (1) Durood Muqaddas (1) Durood Muqaddas Benefits (1) Durood-e-Kabristan (1) Durood-e-Kabristan Benefits (1) Easy Good Deeds (1) Equal protection of law for Muslims and non-Muslims (1) Everything Allah decrees is good for the believer (1) Facts about Muslim People (1) Fasting (1) Follow your conscience in Islam (1) Friends of Allah (1) Ghusl (1) HAZRAT SAYEDNA BILAL HABASHI (1) History (1) History of islam (1) Hizbul Bahr (1) Hizbul Bahr Benefits (1) How to achieve mindfulness in Islam (1) HOW TO CURE LAZINESS? (1) how to do Istikhara (1) Imam Ali (RA)-Birth Aniversary In The Month Of Rajab (1) Impeccable Character of Siddeeq-e-Akbar (1) Importance And Major Events Of Dhu al-Qidah Islamic Month (1) Importance And Major Events Of Shawwal Islamic Month (1) Importance of Wudu (1) Introduction to Methodology for Study of the Quran (1) Is Life Insurance Haram or Halal In Islam? (1) Islam: Misunderstood throughout the World (1) Islamic Life | Islamic Way of Life (1) islamic wazifa for rizk (1) islamic wazifa for rizk in urdu (1) islamic wazifa for rizq (1) Istikhara (1) Istikhara benefits (1) Istikhara in islam (1) Istikhara in quran (1) Jihad against the soul in Islam (1) job ke liye wazifa (1) Karz Utarne ka Wazifa (1) Karz Utarne ke Dua (1) Khalifa in Islam (1) Khalifa meaning (1) Life Of Prophet Muhammad (1) Magic Cure with Manzil Dua (1) magic treatment (1) Manzil Dua (1) Manzil Dua for Cure (1) MARRIAGE IN ISLAM. (1) method of Istikhara (1) Mindfulness in the Quran and Sunnah (1) Misconceptions Related To Muslims (1) Nad-e-Ali (1) Nad-e-Ali Benefits (1) Nazar e Bad (1) Nazar e Bad ka ilaj (1) Nazar e Bad ka islami ilaj (1) Nazar e Bad ka khatma (1) Nazar e Bad ka Tor (1) Nazar e Bad ke Dua (1) Nazar e Bad se bachwo (1) Night Prayers in Ramadan/Fasting (1) Obedience to parents and its limits (1) Pareshani Door Karne ka Wazifa (1) Past and Future (1) Patience (1) Patience in the Qur’an (1) Piety is the Highest Standard of Excellence (1) powerful dua for rizq (1) powerful wazifa for rizq (1) Prophet (pbuh) in building an ideal society (1) Prophet Ibrahim (asws): The Friend of Allah (swt) (1) PROPHET SALIH (PBUH) AND HIS CAMEL (1) Protection (1) Purpose & Importance of Wudu (1) Qarz ka Wazifa (1) Qarz ki Adaigi ka Wazifa (1) Qarz ki Adaigi ke Dua (1) Quotes And Life of Zainab Bint Ali (RA) (1) quran (1) Quran As the Ultimate Source of History (1) quran rizq ki dua (1) Quran Tilawat (1) qurani surah benefits (1) qurani wazifa for rizq (1) rabbana (1) rabbana in qurani (1) Ramadan Kareem (1) Ramadhan (1) Ramadhan Khulasa-e-Quran (1) Ramzan (1) Read quran (1) Ruling on cutting nails during the monthly cycle (1) Sabr (1) Salaat al-Tawbah (the Prayer of Repentance) (1) Salatul Hajat (1) Science Proves Prophet Muhammad’s Sunnah Prevents Brain Damage in New Borns (1) Squandering and Miserliness (1) Status of Teachers in Islam | Rights of Teachers (1) Sunan and Manners Of Travelling (1) Surah Al Kahf (1) Surah Al-Fatihah (1) Surah An Najm (1) Surah At Tur (1) Surah Fath (1) Surah Fath Benefits (1) Surah Jinn (1) Surah Muzammil (1) Surah Nooh (1) Surah Nooh Benefits (1) Surah Qaf (1) Surah Sajdah (1) Surah Yaseen ka Amal (1) Surah Yaseen ka Anmol Amal (1) Surah Yaseen ka Wazaif (1) Surah Yasin (1) Surah Yasin Benefits (1) Tangdasti Door Karne ka Wazifa (1) Tangdasti Door Karne ke Dua (1) tangdasti ka hal (1) Tangdasti ka Wazifa (1) tangdasti ki Dua (1) Taqwa (1) The Full and Complete Isra and Miraj Story (1) The House Of Allah (1) The Ka’aba (1) The Night Journey! (1) The Prayer Of Need (1) The Punishment of Being Sinful (1) The right way to defend Islam (1) The Rise of Islam (1) The Spiritual Purity (1) Things To Follow In Islam For A Better Life (1) Triple Talaq and Nikah Halala are major sins (1) TURN TO ALLAH (1) TWO WAYS TO SUCCESS (1) Types of Patience (1) v81. Surah At-Takwir (1) verses of quran (1) verses of rabbana (1) Views of Islamic scholars (1) Virtues of reading Surah Al-Muzzammil (1) War is deceit? Lie to unbelievers? (1) Ways of Treating Magic (1) Wazaif e Ghawsia (1) Wazaif e Ghawsia Benefits (1) Wazaif of Week (1) What Can You Do in 10 Minutes (1) What happened at Dhul Khalasah? (1) WHAT IS DUA? (1) What IS Islam An overview For A Non -Muuslim (1) What is Islamic studies? (1) what is Istikhara (1) What is Patience (1) What Is Taweez (1) What You can do in 1 Minute (1) wudu (1) ya rabbana (1) Ya Salamo (1) Ya Salamo ka Amal (1) Ya Salamo ka Wazifa (1) Zakat (1) Zakat Ul-Maal (1)